રાધે ક્રિષ્ના કી જ્યોતિ આલોકિક, Radhe Krishna Ki Jyoti Alokik Lyrics, When it comes to love in all our minds, we remember Radha and Krishna. This Hindi Krishna bhajan describes his love. A devotee prays to God that you come to our house, to do your darshan. Our home is also Vrundavan.
રાધે ક્રિષ્ના કી જ્યોતિ આલોકિક Lyrics in Gujarati
Krishna Bhajan Song Lyrics:
Radha Krishn Ki Jyoti Alokik Lyrics in English
Radhe Krishn Ki Jyoti Alokik,
Tino Lok Me Chhai Rahi Hai,
Bhakti Vivash Ek Prem Pujaaran
Fir Bhi Deep Jalaai Rahi He
Krushna Gukul Se Radhiko….2
Barsaane Se Bullai Rahi Hai,
( Dono Karo Swikaar Krupa Kar,
Jogan Aarati Gaai Rahi Hai….2)
Bhorbhaye Te Saanj Dhale Tak,
Seva Ko Nit Nim Hamaaro,
Snaan Karaaye Wo Vashtr Odhaaye
Wo Bhog Lagaaye Wo Laagat Pyaaro,
Kabate Nihaarat Aapki Aur Ki….2
Aap Hamaari Aur Nihaaro
( Radhe Krushna Hamaare Dhaam Ko
Jaani Vrundaavan Dhaan Padhaaro…2 )







